Tareekhiyon Main Noor Ke Aasaar Aagaye,
Sarkar Aagaye Mere Sarkar Agaye,
Mausam Hasi Hai Matlaye Anwar Aagaye
Sarkar Aagaye Mere Sarkar Aagaye.
Barah Rabi E Noor Ki Tabinda Shehar Hai,
Bi Aamina Ki Godh Main Rakhsinda Kamar Hai,
Karne Ke Liye Noor Ki Bouchar Aagaye,
Sarkar Aagaye Mere Sarkar Aagaye.
Koi Laga Na Payega Azmat Ki Boliyan,
Ab Zinda Dafn Hongi Na Hau'aa Ki Betiyan,
Saare Jahaan Ke Momino GhamKhaar Aagaye,
Sarkar Aagaye Mere Sarkar Aagaye.
Ghabraake Sajda Raiz Hue Buth Zameen Par,
Imaan Laaye Log Mohammad Ke Deen Par,
Kalma Padhane Ahmade Mukhtaar Aagaye

Comments
Post a Comment