Milade Mustafa Main Anwar Chha Rahe Hain,
Khushiyan Manao Logo Sarkar Aa Rahe Hain.
Allah Ne Jalai Dozakh Ki Aag Lekin,
Ro Ro Ke Aanshu'on Se Aaqa Bhuja Rahe Hain.
Mishle Karam To Dekho Makke Main Mere Aaqa,
Be Jaan Kankaro Se Kalma Padha Rahe Hain.
Mehshar Main Aap Itna Bole Hussaine Aazam,
Jannat Main Aao Logo Aaqa Bula Rahe Hain.

Comments
Post a Comment